Tuesday, August 6, 2013

27th RAMADAM, LAILATUL QADR & ITS OBSERVANCE


MAHTAB BASHIR
mahtabbashir@gmail.com
03335363248

Main dil ka raaz kehta hoon

Ke jab jab saansein leta hoon

Tera hi naam leta hoon

Ye tune kya kiya…….!!!



Indeed he was a nucleus of a gathering wherever he went. A quality poet of seven languages, a religious scholar, an authority on Seerat-un-Nabi (pbuh) Naat writing and Iqbal (RA), he was a walking lexicon on Urdu, Persian, Punjabi, Arabic and English literature. In his 75 years life he possessed
Bashir Hussain Nazim reciting Naat-e-Rasool (pbuh)
another distinction of recited Durood-e-Pak (saw) over 50 millions times- a reason of his success in both the world, as he used to claim. He was Bashir Hussain Nazim- a known name in the realm of Naat composition and recitation.  



Before reciting Naat-e-Rasool-e-Maqbool (SAW), Hafiz Azmat rightly pointed out Bashir Hussain Nazim used to be the focal point of this ‘Lailatul Qadr’ congregation. He said though he is no more among us, the volume of Naat he has created with the well immersed love emotional and spiritual attachment to the Holy Prophet (PBUH) would never let him apart from us and the Muhammad (SAW). Here are few verses of the Naat …



Azmat-e-Shah-e-Jinn-o-Bashar dekhiyay

Zer-e-pa unke Shams-o-Qamar dekhiyay



Taaj-e-Inna Fatahna ka mafkhar bana

Unka farq-e-Ulaa, unka sar dekhiyay



Ibtidaay karam, Intihaay karam

Hay faqt Mustufa he ka ghar dekhiyay



Hadd-e-Gibreel se masawa se waraa

Unki parwaaz unka safar dekhiyay



Ajnum-o-Kokab-o-Kekishan-e-malak

Unke Meraaj me rahguzar dekhiyay



Gar Madina mein ho, hazri Dosto!

Rehmatein har taraf jalwagar dekhiyay



Chahaty ho agar zindagi sarmadi

Unke Naam-e-Girami pe mar dekhiyay



Hay hazaroon ibadaat se ola tar

Gumbab-e-Sabz par ik nazar dekhiyay



Mera Madfan ho Nazim diyar-e-Nabi

Ye tamanna mere mukhtasar dekhiyay.



To be continued …….

No comments:

IRAN’S “TRUE PROMISE” VS. U.S “IRONCLAD SUPPORT”: A FAILURE OF INTERNATIONAL SYSTEM

Mahtab Bashir 0333 53 63 248 mahtabbashir@gmail.com Islamabad Iran strikes Israel on Sunday   Iran's first direct attack on Israeli soi...